IBPS Clerk Apply Online : 7853 Vacancy Posts Details Hindi : आईबीपीएस क्लर्क भर्ती , Institute of Banking Personnel Selection (IBPS) apni Official Website Par 12-09-17 Ko Ek Notification Nikala tha ki Clerical Cadre 7853 Posts par Bharti Hona hai , Jiski Form Fillinng Start Ho Gyi Hai. Jo Abhyarthi ( Students ) Banking Secter Me Job Ka sapna Dekh rahe hai unke Liye IBPS latar 6 Salo se IBPS Clerk , IBPS Po , IBPS RRB PO, IBPS RRB Clerk Jaise Pado Par Bharti Lagatar Nikal Rahi hai . Agar Aap Bhi Banking Sector Me Job Pane ke liye lalayit hai , To aapke liye IBPS CLERK Me Form Apply Ka Golden Chance Hai.
Chaliye Jante Hai Ki IBPS Clerk Apply Ke Liye Important Dates Kaun Kaun Si Hai
IBPS Clerk Apply Online : IMPORTANT DATES
Application Starting Date | 12-09-17 |
Last Date | 03-10-17 |
Last Date Pay Exam Fee | 03-10-17 |
Pre Online Exam Date | 02,03,09,10
December 2017 |
Mains Online Exam Date | 21-01-18 |
IBPS Clerk Apply Online Kaise Kare :
Step #1 : Sabase Pahle aap Neeche Diye Gye Link Ko Click Kare
Link : IBPS CLERK APPLY Online
Step #2 : Fir aapko Ek Form Fill karne Ko aayega , Jisme Aapko apni simple si details bharni hogi – Jisme Aap Apna Naam bhare , Mobile Number , Email Id Aadi Bhare . Aur Security Code Yani Ki Captcha Fill karne ke baad Save & Next Par Click Kare
Step #3 : Ab aap apni Scan Ki Hui Photo aur Signature Ko Upload Kare.
Step #4 : Aap new tab Me aap apni Other Details Bhare
Step #5 : yah ab aapke Form Filling ka Antim Charan Hai jisme aapko Exam Fee Ka Payment karna Padeaga . Jo har category Ke alag hai aap Neeche Di Gyi List se aap apni category ki Fee Submit Kare.
Category | Examination Fee |
General / OBC | 600 |
SC / ST | 100 |
All PH Candidates | 100 |
aasha aapko hamari yah Post IBPS Clerk Apply Online : 7853 Vacancy Posts Details Hindi Pasand aayi Hogi, aapko Yah Post kaisi lagi Comment jarur kare , jisse hame lage ki Hame Lagtar aapko Update karte Rahna Chahiye .